Kehna Hai Tumse
Mann
Lyrics
Aashiq ho toh aaisa
Mit jaaye joh pyar mein
Sau baar janam lein tere liye
Tere ishq mein mar jaayein
Joh kiya na ho kisi aashiq ne
Kuch aaisa kar jaayein
Sau baar janam lein tere liye
Tere ishq mein mar jaayein
Joh kiya na ho kisi aashiq ne
Kuch aaisa kar jaayein
Kehna hai tumse kehna hai
Rehna hai dil mein rehna hai
Khamosh palkon tale
Sapne tumhare pale
Tumhi ho nazar mein jigar mein
Tumhi ho saanson mein
Tum ho dua mein sada mein
Tum hi ho baaton mein
Kehna hai tumse kehna hai
Rehna hai dil mein rehna hai
Aao tumhe pyar doon
Dono jahan vaar doon
Pari ho, saba ho
Kali ho, machalti shabnam ho
Koi nasha ho, maza ho
Suhana mausam ho
Kehna hai tumse kehna hai
Rehna hai dil mein rehna hai
Sau baar janam lein tere liye
Tere ishq mein mar jaayein
Joh kiya na ho kisi aashiq ne
Kuch aaisa kar jaayein
Sau baar janam lein tere liye
Tere ishq mein mar jaayein
Joh kiya na ho kisi aashiq ne
Kuch aaisa kar jaayein
Watch Video