Kasme Waade Pyar Wafa
Upkar
Lyrics
Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hai, baaton ka kya
Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hai, baaton ka kya
Koi kisi ka nahi yeh jhoothe
Naate hai, naaton ka kya
Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hai, baaton ka kya
Hoga maseeha ... hoga maseeha saamne tere
Phir bhi na tu bach payega
Tera apna ... tera apna khoon hi aakhir
Tujhko aag lagayega
Aasmaan pe ... aasmaan pe udne wale
Mitti mein mil jayega
Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hai, baaton ka kya
Sukh mein tere ... sukh mein tere sath chalenge
Dukh mein sab mukh modenge
Duniya wale ... duniya wale tere bankar
Tera hi dil todenge
Dete hai ... dete hai bhagwan ko dhokha
Insaan ko kya chhodenge
Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hai, baaton ka kya
Koi kisi ka nahi yeh jhoothe
Naate hai, naaton ka kya
Kasme waade pyar wafa sab
Baatein hai, baaton ka kya
Watch Video