Kashmir Ki Kali Hoon Main
Junglee
Lyrics
Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babuji
Murjha gayi toh phir na khilungi
Kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi
Arre Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babuji
Murjha gayi toh phir na khilungi
Kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi
Rangat meri bahaaron mein
Dil ki aag chanaaron mein
Rangat meri bahaaron mein
Dil ki aag chanaaron mein
Kuch toh humse baat karo in behke gulzaron mein
Kuch toh humse baat karo in behke gulzaron mein
Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babuji
Murjha gayi toh phir na khilungi
Kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi
Arre Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babuji
Murjha gayi toh phir na khilungi
Kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi
Pyar pe gussa karte ho
Tera gussa humko pyara hai
Pyar pe gussa karte ho
Tera gussa humko pyara hai
Yehi ada toh qatil hai jisne humko maara hai
Yehi ada toh qatil hai jisne humko maara hai
Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babuji
Murjha gayi toh phir na khilungi
Kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi
Arre Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babuji
Murjha gayi toh phir na khilungi
Kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi
Watch Video