Lyric4U
Kasam Se Kasam Se

Hum Aapke Dil Mein Rehte Hain

Watch Video
Lyrics
Jahan behta hai Ganga ka pani
Yeh raja wahin ka hai rani
Tujhe dokha na dega, tera rahega
Yeh dil hai Hindustani
Kasam se kasam se sanam pyar tumse
Karte the karte hain hum
Umr bhar karte rahenge
Jahan behta hai Ganga ka pani
Yeh raja wahin ka hai rani
Tujhe dokha na dega, tera rahega
Yeh dil hai Hindustani
Kasam se kasam se sanam pyar tumse
Karte the karte hain hum
Umr bhar karte rahenge
Kasam se kasam se
Kasam se kasam se
Chhod ke aise humein kahan tu chali
Choom le aaja tere honthon ki kali
Jaane do dekho yoon na karo dillagi
Varna hum aayenge na milne phir kabhi
Zid hai buri ... chhedo na abhi
Paas toh aa ... yoon na sata
Teri adaaon pe fida hum ... jhoothe ho
Kasam se kasam se sanam pyar tumse
Karte the karte hain hum
Umr bhar karte rahenge
Kasam se kasam se sanam pyar tumse
Karte the karte hain hum
Umr bhar karte rahenge
Kasam se kasam se
Kasam se kasam se
Jaan-e-man tere bina kate na yeh pal
Neend bhi aaye nahi humein aaj kal
Dilruba tujhe nahi zara bhi khabar
Kya kare teri yaadein aaye raat bhar
Khoye khoye hum ... behke kadam
Bas na chale ... lag jaa gale
Tere khayalon mein nasha hai ... sambhalo ji
Kasam se kasam se sanam pyar tumse
Karte the karte hain hum
Umr bhar karte rahenge
Jahan behta hai Ganga ka pani
Yeh raja wahin ka hai rani
Tujhe dokha na dega, tera rahega
Yeh dil hai Hindustani
Kasam se kasam se sanam pyar tumse
Karte the karte hain hum
Umr bhar karte rahenge
Kasam se kasam se sanam pyar tumse
Karte the karte hain hum
Umr bhar karte rahenge
Kasam se kasam se
Kasam se kasam se
Watch Video