Kar Salaam
Life In A Metro
Lyrics
Kyun zindagi se ho shikva gila
Kyun zindagi se ho shikva gila
Yeh hasti hai roti hai
Joh bhi hai jaisi hai
Joh bhi yeh deti hai woh hai tera
Kar salaam ... kar salaam
Kar salaam ... kar salaam
Nakhre utha iske nakhre utha
Nakhre utha iske nakhre utha
Haan dhoop bhi yeh hai
Chaanv bhi yeh hai
Joh bhi yeh kehti hai, tu maan ja
Kar salaam ... kar salaam
Kar salaam ... kar salaam
Kho jaana, paa jaana, na paana
Hai zindagi jaan le
Bik jaana, loot jaana, bas jaana
Hai zindagi maan le
Ho ho ho karle yakeen
Joh kal gaya woh phir se aata nahin
Ho ho ho guzra hua joh waqt hai
Woh dastak lagata nahin
Joh aaj hai bas wahi hai tera
Joh aaj hai bas wahi hai tera
Haan kya teri hasti hai
Mitti ki basti hai
Pal mein hi ho jaati hai yeh fanaa
Kar salaam ... kar salaam
Kar salaam ... kar salaam
Kyun zindagi se ho shikva gila
Kyun zindagi se ho shikva gila
Yeh hasti hai roti hai
Joh bhi hai jaisi hai
Joh bhi yeh deti hai woh hai tera
Kar salaam ... kar salaam
Kar salaam ... kar salaam
Kar salaam ... kar salaam
Kar salaam ... kar salaam
Kar salaam ... kar salaam
Kar salaam ... kar salaam
Watch Video