Kar Har Maidaan Fateh
Sanju
Lyrics
Pighla de zanjeerein
Bana unki shamsheerein
Kar har maidaan fateh o bandeya kar har maidaan fateh
Ghayal parinda hai tu
Dikhla de zinda hai tu
Baaki hai tujh mein hausla
Tere junoon ke aage
Ambar panahein maange
Kar daale tu joh faisla
Roothi taqdeerein toh kya
Tooti shamsheerein toh kya
Tooti shamsheeron se hi ho
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh re bandeya har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh re bandeya har maidaan fateh
In gardishon ke baadalon pe chadhke
Waqt ka girebaan pakadke
Poochna hai jeet ka pata, jeet ka pata
In muthiyon mein chand taare bharke
Aasman ki hadh se guzarke
Hoja tu bheed se juda, bheed se juda, bheed se juda
Kehne ko zarra hai tu
Lohe ka chharra hai tu
Tooti shamsheeron se hi ho
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh re bandeya har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh re bandeya har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh
Kar har maidaan fateh re bandeya har maidaan fateh
Teri koshishein hi kaamyab hongi
Jab teri yeh zid aag hogi
Phoonk dengi naumeediyan, naumeediyan
Tere peeche peeche raaste yeh chalke
Baahon ke nishano mein dhalke
Dhoondh lenge apna aashiyan, apna aashiyan, apna aashiyan
Lamho se aankh milake
Rakh de jee jaan ladake
Tooti shamsheeron se hi ho
Kar har maidaan, har maidaan, har maidaan, har maidaan

Watch Video