Kabhi Bhula Kabhi Yaad Kiya
Sapne Saajan Ke
Lyrics
Mere pyar mein
Mere intezaar mein
Sach sach kaho tumne kya kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Mere pyar mein
Mere intezaar mein
Sach sach kaho dil ne kya kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Sar pe mere haath rakh tu mujhko bata ek baat
Kaise katte tere din, kaise katti teri raat
Kuch main jali, kuch dil jala
Khud pe nahi koi bas chala
Aur bataun kya sajan bechain dil ka main haal
Pal pal tere liye royi
Mere deedar mein
Sajna mere pyar mein
Sach sach kaho tumne kya kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Jeena nahi hai mujhe toh nazron se ab door hoke
Sab kuch bhulana hai mujhko teri mohabbat mein khoke
Meri zindagi, meri jaan tu
Meri bekhudi, armaan tu
Sun le meri jaan-e-jana in dhadkano ki sada
Ab na juda kabhi hona
Mere ikraar mein
Sajni mere pyar mein
Sach sach kaho dil ne kya kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Watch Video