Kabhi Alvida Naa Kehna
Kabhi Alvida Naa Kehna
Lyrics
Tum ko bhi hai khabar
Mujh ko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Door jaake bhi mujhse
Tum meri yaadon mein rehna
Kabhi alvida naa kehna
Kabhi alvida naa kehna
Kabhi alvida naa kehna
Tum ko bhi hai khabar
Mujh ko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Door jaake bhi mujhse
Tum meri yaadon mein rehna
Kabhi alvida naa kehna
Kabhi alvida naa kehna
Kabhi alvida naa kehna
Jitni thi khushiyan
Sab kho chuki hai
Bas ek gham hai ki jaata nahi
Samjha ke dekha
Behla ke dekha
Dil hai ki chain isko aata nahi ... aata nahi
Aasoon hai ki hai angaray
Aag hai ab aankhon se behna
Kabhi alvida naa kehna
Kabhi alvida naa kehna
Kabhi alvida naa kehna
Rut aa rahi hai
Rut jaa rahi hai
Dard ka mausam badla nahi
Rang yeh gham ka
Itna hai gehra
Sadiyon bhi hoga halka nahi ... halka nahi
Kaun jaane kya hona hai
Hum ko hai ab kya kya sehna
Kabhi alvida ... hmmm
Kabhi alvida naa kehna
Kabhi alvida naa kehna
Tum ko bhi hai khabar
Mujh ko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Door jaake bhi mujhse
Tum meri yaadon mein rehna
Kabhi alvida naa kehna
Kabhi alvida naa kehna
Kabhi alvida naa kehna
Kabhi alvida naa kehna
Kabhi alvida naa kehna
Watch Video