Judai
Jannat
Lyrics
Char dino ka pyar o rabba
Lambi judai
Lambi judai
Char dino ka pyar o rabba
Lambi judai
Lambi judai
Tere bin dil mera laage kahin na
Tere bin jaan meri jaye kahin na
Kitne zamane baad o rabba
Yaad tu aaya
Yaad tu aaya
Khoya raha main saanson mein apne
Aahat bhi teri bhool gaya hoon
Kitna jeeya hoon
Tanha raha hoon
Ishq tera bhool gaya hoon
Uljha raha main is zindagi mein
Dil ki duhai
Dil ki duhai
Tere bin dil mera laage kahin na
Tere bin jaan meri jaye kahin na
Kitne zamane baad o rabba
Yaad tu aaya
Yaad tu aaya
Oh rabba ... rabba
Har bebasi mein is zindagi ne
Tujh ko hi chaha
Tujh ko hi maanga
Jin raaston se guzra yeh dil tha
Manzil mili na pyar na paya
Khud ko chupake raahon se guzre
Dil ko sambhale
Dil ko sambhale
Tere bin dil mera laage kahin na
Tere bin jaan meri jaye kahin na
Kitne zamane baad o rabba
Yaad tu aaya
Yaad tu aaya
Watch Video