Jo Pyaar Karta Hai
Yeh Raaste Hain Pyaar Ke
Lyrics
Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka badal ban jata hai
Kisi ke peedon ka ghayal ban jata hai
Jo pyaar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka badal ban jata hai
Kisi ke peedon ka ghayal ban jata hai
Jo pyaar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Pyaar mein jeena, pyaar mein marna
Aaj hi kar lo jo hai karna
Der bahut ho jayegi varna
Aaj ka din jo guzar gaya to kal ban jata hai
Aaj ka din jo guzar gaya to kal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Yaadein, umangein, armaan, sapne
Sabke yahan ghar apne apne
Yeh sach hai yeh maana sab ne
Shehar yeh dil ka ujde to jungle ban jata hai
Shehar yeh dil ka ujde to jungle ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Dil deta hai, jaan leta hai
Amrit mein vish bhar deta hai
Jeena mushkil kar deta hai
Pyaar kabhi har ek mushkil ka hal ban jata hai
Pyaar kabhi har ek mushkil ka hal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Kisi ki aankhon ka kajal ban jata hai
Kisi ki zulfon ka badal ban jata hai
Kisi ke peedon ka ghayal ban jata hai
Jo pyaar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Jo pyar karta hai pagal ban jata hai
Pagal ban jata hai
Watch Video