Jo Bhi Main
Rockstar
Lyrics
Ya ya ya ... ya ya hmmm ... ya ya hmmm
O yeah yeah ... ya ya hmmm
O o o ... o o o
Jo bhi main kehna chahoon
Barbaad kare alfaaz mere
Alfaaz mere
O yeah yeah ... ya ya ya ... ya ya hmmm
O o o ... o o o
Jhan jhan jhan ... jhan jhan jhan
Kabhi mujhe lage ke jaise
Saara hi yeh jahaan hai jaadu
Jo hai bhi aur nahi bhi hai yeh
Fiza, ghata, hawa, baharein
Mujhe kare ishaare yeh
Kaise kahoon kahani main inki
Jo bhi main kehna chahoon
Barbaad kare alfaaz mere
Alfaaz mere
O yeah yeah ... o ya ya ya ... o ya ya ya
Maine yeh bhi socha hai aksar
Tu bhi main bhi sabhi hai sheeshay
Khud hi ko hum sabhi mein dekhen
Nahin hoon main hoon main toh phir bhi
Sahi ghalat, tumhara main
Mujhe paana, paana hai khud ko
Jo bhi main kehna chahoon
Barbaad kare alfaaz mere
Alfaaz mere
O yeah yeah ... o ya ya ya ... o ya ya ya
Watch Video