Jiyein Kyun
Dum Maaro Dum
Lyrics
Na aaye ho, na aaoge
Na phone pe bulaoge
Na shaam ki karaari chai
Labhon se yoon pilaoge
Na aaye ho, na aaoge
Na din dhale sataoge
Na raat ki nasheeli bye
Se neendh mein jagaoge
Gaye tum gaye ho kyun
Raat baaki hai
Gaye tum gaye ho kyun
Saath baaki hai
Gaye tum gaye hum tham gaye
Har baat baaki hai
Gaye kyun toh jiyein kyun
Na aaye ho, na aaoge
Na dooriyan dhikhaoge
Na thaam ke woh josh mein
Yoon hosh se udaoge
Na aaye ho, na aaoge
Na jhoot se sunaoge
Na rooth ke sirhane mein
Remote ko chupaoge
Gaye tum gaye ho kyun
Raat baaki hai
Gaye tum gaye ho kyun
Saath baaki hai
Gaye tum gaye hum tham gaye
Har baat baaki hai
Gaye kyun toh jiyein kyun
Aankh bhi tham gayi na thaki
Raat bhi na batti na katti
Raat bhi chhedti, maarti
Neend bhi lutt gayi chin gayi
Raat bhi na sahi na rahi
Raat bhi laazmi, zaalmi
Gaye tum gaye ho kyun
Raat baaki hai
Gaye tum gaye ho kyun
Saath baaki hai
Gaye tum gaye hum tham gaye
Har baat baaki hai
Gaye kyun toh jiyein kyun
Gaye kyun toh jiyein kyun
Na aaye ho, na aaoge
Na phone pe bulaoge
Na shaam ki karaari chai
Labhon se yoon churaoge
Watch Video