Jiske Aane Se
Diljale
Lyrics
Hey hey ... aa ha ha ha
Hey hey ... aa ha ha ha
Jiske aane se rangon mein doob gayi hai shaam

Soch raha hoon kisse poochon us ladki ka naam

Rang hai sona
Roop hai chaandi
Aankhen hai neelam
Honth hai kaliyan
Daant hai moti
Zulfein hai resham
O ho ho ... o ho ho
Rang hai sona
Roop hai chaandi
Aankhen hai neelam
Honth hai kaliyan
Daant hai moti
Zulfein hai resham
Jaise ghazal hai
Jaise kanwal hai
Jaise jhalakta jaam
Soch raha hoon kisse poochon us ladki ka naam
Soch raha hoon kisse poochon us ladki ka naam
Hey hey ... aa ha ha ha
Palkon ki chhaon
Saans ki khushboo
Baahon ka sandal
Maathe ka suraj
Tann ke ujaale
Chaal ki yeh hulchul
O ho ho ... o ho ho
Palkon ki chhaon
Saans ki khushboo
Baahon ka sandal
Maathe ka suraj
Tann ke ujaale
Chaal ki yeh hulchul
Jism sunehra
Chaand sa chehra
Dil ke liye aaraam
Soch raha hoon kisse poochon us ladki ka naam
Soch raha hoon kisse poochon us ladki ka naam
Hey hey ... aa ha ha ha
Husn ki mallika
Roop ki rani
Khwaabon ki shehzaadi
Jab se mili hai
Dil mein hui hai
Khwaabon ki aabaadi
O ho ho ... o ho ho
Husn ki mallika
Roop ki rani
Khwaabon ki shehzaadi
Jab se mili hai
Dil mein hui hai
Khwaabon ki aabaadi
Jiske liye main
Is duniya mein
Le loon har ilzaam

Watch Video