Lyric4U
Jiska Koi Nahin (II)

Laawaris (1981)

Watch Video
Lyrics
Jiska koi nahin uska toh khuda hai yaaron

Haan khuda hai yaaron
Main nahin kehta
Main nahin kehta, kitaabon mein likha hai yaaron

Jisne paida kiya duniya mein wohi palega
Haan wohi palega
Jisne paida kiya duniya mein wohi palega
Humko har modh pe har zulm se bacha lega
Apne bando se
Apne bando se kahan kab woh judaa hai yaaron
Jiska koi nahin
Jiska koi nahin uska toh khuda hai yaaron
Haan khuda hai yaaron
Haan khuda hai yaaron
Zulm insaan ka jab hadh se guzar jaata hai
Haan guzar jaata hai
Zulm insaan ka jab hadh se guzar jaata hai
Woh kisi aur hi soorat mein paas aata hai
Anginat roop mein
Anginat roop mein woh humse mila hai yaaron