Jhonka Hawa Ka
Hum Dil De Chuke Sanam
Lyrics
Jhonka hawa ka aaj bhi
Zulfein udhata hoga na
Tera dupatta aaj bhi tere
Sar se sarakta hoga na
Baalon mein tere aaj bhi
Phool koi sajta hoga na
Thandi hawaein raaton mein tujhko
Thapkiyan deti hogi na
Chaand ki thandak khwabon mein tujhko
Leke toh jaati hogi na
Sooraj ki kirane subah ko teri
Neende udhati hogi na
Mere khayalon mein sanam
Khud se hi baatein karti hogi na
Main dekhta hoon chup chupke tumko
Mehsoos karti hogi na
Jhonka hawa ka aaj bhi
Zulfein udhata hoga na
Tadev lagnam suridam tadev
Naara balam chandra balan tadev
Vidya balam daiv balan tadev
Lakshmi pate tendra yugam swarami
Shubmangal sawadha
Kagaz pe meri tasveer jaisi
Kuch toh banati hogi na
Ulat palat ke dekh ke usko
Jee bhar ke hansti hogi na
Hanste hanste aankhen tumhari
Bhar bhar aati hogi na
Mujhko dhaka tha dhoop mein jisse
Woh aanchal bhigoti hogi na
Saawan ki rim-jhim mera tarana
Yaad dilati hogi na
Ek ek meri baatein tumko
Yaad toh aati hogi na
Yaad toh aati hogi na
Yaad toh aati hogi na
Kya tum mere in sab sawaalon ka
Kuch to jawab dogi na
Watch Video