Lyric4U
Jhallah Wallah

Ishaqzaade

Watch Video
Lyrics
Jiska aana jigar pe lagaye chhot
Jiske jaane se bomb phate
Atom bomb ho jaaye bisphot
Aashiqon ki hai shaamat ya aafat hai
Chaand baby hai aayi, qayamat hai ... haaye
Aashiqon mein jiska title Titanic
O aashiqon mein jiska title Titanic
Muaah kinara dikha karke dooba de gaya
Jhallah, mera aashiq jhallah wallah
Mera balma jhalla wallah
Mera jhalla wallah wallah
Humne samjha tha golden jubilee jise
Haaye samjha humne tha golden jubilee jise
O woh toh matinee dekha karke chumma le gaya
Jhallah, mera aashiq jhallah wallah
Mera balma jhalla wallah
Mera jhalla wallah wallah
Mehfil sajjano ki, gentlemeno ki hai
Mehfil sajjano ki, gentlemeno ki hai
Mehfil sajjano ki, gentlemeno ki hai
Bewda koi ho jaaye toh aaye mazaa
Nazron se peene mein kya gunaah hai
Bakhuda kaise peete ho rooh afza
Jis lover ki khabar pe papero hai
Dil ki breaking news usko sunaye koi
Kaise nazar se kamar ka ratta lage
Isko meri geometry bhi dikhaye koi
Jhallah, mera aashiq jhallah wallah
Mera balma jhalla wallah
Mera jhalla wallah wallah
Kya batayein jisko sanam maankar shab bhar mare
Haaye jisko sanam maankar shab bhar mare
Woh kameena subah hote phurr ho gaya
Jisko mohabbat ka teacher kehte rahe
Woh phateechar ik lesson mein fail ho gaya
Kaske jean pant gentleman joh bane
Raat bhar pyjaame se ladta raha
Hum jagate rahe, dil jalate rahe
Woh jamaai razaai mein lagata raha
Jhallah, mera aashiq jhallah wallah
Mera balma jhalla wallah
Mera jhalla wallah wallah
Jhallah ... wallah ... wallah ... wallah
Haan mera hero, mera aashiq
Mera majnu, mera saiyaan
Mera balma wallah haaye
Mera jhallah wallah haaye haaye
Hero, aashiq, jhallah wallah
Saiyaan, balma, jhallah wallah
Jhallah ... jhallah ... jhallah
Wallah ... wallah ... wallah
Jhallah!
Watch Video