Lyric4U
Jeevan Mein Tu Darna Nahi

Khote Sikkay

Watch Video
Lyrics
Jeevan mein tu darna nahi
Sar neecha kabhi karna nahi
Himmat wale ko marna nahi
Marna nahi, marna nahi
Jeevan mein tu darna nahi
Sar neecha kabhi karna nahi
Himmat wale ko marna nahi
Marna nahi, marna nahi
Tu hai saathi apna koi duja nahi tera
Apni har mushkil mein tu akela hi muskura
Jag mein tu sabse bada hai
Dil chota karna nahi
Karna nahi, karna nahi
Jeena hai toh pyare tu ladna zindagi se
Aandhi ho ya toofan na dabna tu kisi se
Jag mein tu aage hi badhna
Peeche kadam dharna nahi
Dharna nahi, dharna nahi
Jeevan mein tu darna nahi
Sar neecha kabhi karna nahi
Himmat wale ko marna nahi
Marna nahi, marna nahi
Watch Video