Lyric4U
Jeena Yahan Marna Yahan

Mera Naam Joker

Watch Video
Lyrics
Jeena yahan marna yahan
Iske sivah jana kahan
Jeena yahan marna yahan
Iske sivah jana kahan
Jee chahe jab humko awaaz do
Hum hai wahin hum the jahan
Apne yahin dono jahaan
Iske sivah jana kahan
Yeh mera geet jeevan sangeet
Kal bhi koi dohrayega
Yeh mera geet jeevan sangeet
Kal bhi koi dohrayega
Jag ko hasane behroopiya
Roop badal phir aayega
Swarg yahin, nark yahan
Iske sivah jana kahan
Jee chahe jab humko awaaz do
Hum hai wahin hum the jahan
Apne yahin dono jahaan
Iske sivah jana kahan
Kal khel mein hum ho na ho
Gardish mein taare rahenge sada
Kal khel mein hum ho na ho
Gardish mein taare rahenge sada
Dhoondoge tum, dhoondenge woh
Par hum tumhare rahenge sada
Rahenge yahin apne nishan
Iske sivah jana kahan
Jee chahe jab humko awaaz do
Hum hai wahin hum the jahan
Apne yahin dono jahaan
Iske sivah jana kahan
Kal khel mein hum ho na ho
Gardish mein taare rahenge sada
Kal khel mein hum ho na ho
Gardish mein taare rahenge sada
Dhoondoge tum, dhoondenge woh
Par hum tumhare rahenge sada
Rahenge yahin apne nishan
Iske sivah jana kahan
Jeena yahan marna yahan
Iske sivah jana kahan
Jeena yahan marna yahan
Iske sivah jana kahan
Jeena yahan marna yahan
Iske sivah jana kahan
Jana kahan
Watch Video