Jazba
Ladies vs Ricky Bahl
Lyrics
Jazba
Kaante rehne de gulaab tod le
Neendo ki tehniyon se khwab tod le
Ho kaante rehne de gulaab tod le
Neendo ki tehniyon se khwab tod le
Khwahishon ki hai kahaniyan padi
Chun le kahaniyan kitaab jod le
Pheeki hai zindagi toh yaara
Padh le dil ka ishaara
Saara badal de nazara
Jaga le tu, jaga le jazba hoye
Jaga le tu, jaga le jazba
Jaga le tu, jaga le jazba hoye
Jaga le tu, jaga le jazba
Jazba
Zara sa, zara sa, jaga le jazba
Zara sa, zara sa, jaga le jazba
Kya kare, kya nahi
Khali khayalon mein paseena kya bahana
Behtari hai yehi
Karke dikhane ke tareeke aazmana
Kitne mooh utne hi baaton mein tu na jaana
Dil ki hi tu suna, dil ko apni sunwa na
Sapno ke pahiyon ko yaara
Speed limit na gawara
Khuli udaano ne pukara
Jaga le tu, jaga le jazba hoye
Jaga le tu, jaga le jazba
Jaga le tu, jaga le jazba hoye
Jaga le tu, jaga le jazba
Hey yeah ... jaga le ... jazba
Hey yeah ... hey yeah
Thap thapa tu zara
Lazy iraadon ki tu sustiyan chhuda le
Dabdaba hai tera
Raahon ki mushkilon se kushtiyan lada le
Joh hoga so hoga, hone de na ghabrana
Tu apni koshish mein kanjoosi na kar jaana
Kismat ki lehron pe yaara
Leke nikal tu shikara
Chamkega tera bhi sitara
Jaga le tu, jaga le jazba hoye
Jaga le tu, jaga le jazba
Jaga le tu, jaga le jazba hoye
Jaga le tu, jaga le jazba
Jazba
Hey yeah ... hey yeah ... jaga le
Watch Video