Jawani O Deewani
Aan Milo Sajna
Lyrics
Yahan wahan saare jahaan mein tera raj hai
Yahan wahan saare jahaan mein tera raj hai
Jawani o deewani tu zindabad
Jawani o deewani tu zindabad
Tere hi toh sar pe mohabbat ka taj hai
Tere hi toh sar pe mohabbat ka taj hai
Jawani o deewani tu zindabad
Jawani o deewani tu zindabad
Tu baharon ka ishara, besaharon ka sahara
Tu baharon ka ishara, besaharon ka sahara
Sar pe tere haan haan tere bhoj hai saara
Tere jawan haathon mein duniya ki laj hai
Tere jawan haathon mein duniya ki laj hai
Jawani o deewani tu zindabad
Jawani o deewani tu zindabad
Tere liye kasmein nahi, kasmein nahi rasmein nahi
Tere liye kasmein nahi, kasmein nahi rasmein nahi
Tu kisi ke haan kisi ke bas mein nahi
Juda sabhi rasmon se tera har riwaz hai
Juda sabhi rasmon se tera har riwaz hai
Jawani o deewani tu zindabad
Jawani o deewani tu zindabad
Peeche hai bachpan deewana, aage budhapa sayana
Peeche hai bachpan deewana, aage budhapa sayana
Saath tere haan haan tere hai yeh zamana
Teri nazar toh chand taaron pe aaj hai

Watch Video