Jawani Janeman
Namak Halaal
Lyrics
Jawani janeman haseen dilruba
Mile do dil jawan nisar ho gaya
Jawani janeman haseen dilruba
Mile do dil jawan nisar ho gaya
Shikaari khud yahan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam hua, yeh kya zulm hua
Yeh kya ghazab hua, yeh kaise kab hua
Na jaanu main, na jaane woh aa ha
Jawani janeman haseen dilruba
Mile do dil jawan nisar ho gaya
Aayi door se dekho dilruba aisi
Khayi bezuban dil ne chhot yeh kaisi
Arre woh ha ha mili nazar
Arre yeh ha ha hua asar
Nazar nazar mein yeh samaan badal gaya
Chalaya teer joh mujhi pe chal gaya
Ghazab hua, yeh kya hua, yeh kab hua
Na jaanu main, na jaane woh o ho
Jawani janeman haseen dilruba
Mile do dil jawan nisar ho gaya
Shikaari khud yahan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam hua, yeh kya zulm hua
Yeh kya ghazab hua, yeh kaise kab hua
Na jaanu main, na jaane woh o ho
Dil yeh pyar mein kaise khota hai dekho
Qatil janeman kaise hota hai dekho
Arre woh ha ha mila sanam
Arre yeh ha ha hua sitam
Woh dushman-e-jaana dildaar ho gaya
Saiyad ko bulbul se pyar ho gaya
Ghazab hua, yeh kya hua, yeh kab hua
Na jaanu main, na jaane woh aa ha
Jawani janeman haseen dilruba
Mile do dil jawan nisar ho gaya
Shikaari khud yahan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam hua, yeh kya zulm hua
Yeh kya ghazab hua, yeh kaise kab hua
Na jaanu main, na jaane woh
Watch Video