Lyric4U
Jannat Jahan

Jannat

Watch Video
Lyrics
Aye suno na
Dil keh raha hai
Lalach badi khoobsurat bala hai
Aye aye dekho na
Kiski dua hai
Aasman chhu le joh
Uska khuda hai
Roz naya khwab dede zindagi
Aaisi haseen sazaa de
Jannat jahan
Jannat yahan
Jannat jahan
Jannat yahan
Aye suno na
Duniya ka kya hai
Humne joh chaha
Humne woh kiya hai
Aye dehko na
Jaadu yeh kya hai
Patthar ko chhu ke maine
Sona kiya hai
Roz naya khwab dede zindagi
Aaisi haseen sazaa de
Jannat jahan
Jannat yahan
Jannat jahan
Jannat yahan
Paisa jeene ki dua
Paisa marne ka samaa
Paise ka jaadu ajab
Haan ...
Roz naya khwab dede zindagi
Aaisi haseen sazaa de
Jannat jahan
Jannat yahan
Jannat jahan
Jannat yahan
Jannat jahan
Jannat yahan
Aye suno na
Aankhon mein kya hai
Dil ne joh chaha
Dil ko sab mil gaya hai
Aye
Watch Video