Lyric4U
Janam Janam Ka Saath Hai

Tumse Achha Kaun Hai

Watch Video
Lyrics
Janam janam ka saath hai nibhane ko
Sau sau baar maine janam liye
Janam janam ka saath hai nibhane ko
Sau sau baar maine janam liye
Janam janam ka saath hai nibhane ko
Sau sau baar maine janam liye
Pyar amar hai duniya mein, pyar kabhi nahi marta hai
Pyar amar hai duniya mein, pyar kabhi nahi marta hai
Maut badan ko aati hai, rooh ka jalwa rehta hai
Janam janam ka saath hai nibhane ko
Sau sau baar maine janam liye
O shehzadi sapno ki itni tu hairaan na ho
O shehzadi sapno ki itni tu hairaan na ho
Main bhi tera sapna hoon jaan mujhe anjaan na ho
Janam janam ka saath hai nibhane ko
Sau sau baar maine janam liye
Tu manzil main raahi hoon ek din tujhko paunga
Tu manzil main raahi hoon ek din tujhko paunga
Kaun mujhe ab rokega hardam yoon hi aaunga
Janam janam ka saath hai nibhane ko
Sau sau baar maine janam liye
Janam janam ka saath hai nibhane ko
Sau sau baar maine janam liye
Watch Video