Lyric4U
Jame Raho

Taare Zameen Par

Watch Video
Lyrics
Kaske joota, kaske belt
Khons ke andar apni shirt
Manzil ko chali sawaari
Kandho pe zimmedari
Haath mein file, mann mein dum
Meelon meel chalenge hum
Har mushkil se takrayenge
Tas se mas na honge hum
Duniya ka naara ... jame raho
Manzil ka ishaara ... jame raho
Duniya ka naara ... jame raho
Manzil ka ishaara ... jame raho
Yeh sote bhi hai attention
Aage rehne ki hai tension
Mehnat inko pyari hai
Ekdum aagyakari hai
Yeh omelette par hi jeete hai
Yeh tonic saare peete hai
Waqt pe sote, waqt pe khate
Taan ke seena badhte jate
Duniya ka naara ... jame raho
Manzil ka ishaara ... jame raho
Duniya ka naara ... jame raho
Manzil ka ishaara ... jame raho
Yahaan alag andaz hai
Jaise chidta koi saaz hai
Har kaam ko taala karte hai
Yeh sapne paala karte hai
Yeh hardum socha karte hai
Yeh khud se poocha karte hai
Kyun duniya ka naara ... jame raho
Kyun manzil ka ishaara ... jame raho
Kyun duniya ka naara ... jame raho
Kyun manzil ka ishaara ... jame raho
Yeh waqt ke kabhi ghulam nahi
Inhe kisi baat ka dhyan nahi
Titli se milne jaate hai
Yeh pedhon se batiyate hai
Yeh hawa batora karte hai
Barish ki boondein padhte hai
Aur aasmaan ke canvas pe
Yeh kalakariyan karte hai
Kyun duniya ka naara ... jame raho
Kyun manzil ka ishaara ... jame raho
Kyun duniya ka naara ... jame raho
Kyun manzil ka ishaara ... jame raho
Kyun duniya ka naara ... jame raho
Kyun manzil ka ishaara ... jame raho
Kyun duniya ka naara ... jame raho
Kyun manzil ka ishaara ... jame raho
Kyun duniya ka naara ... jame raho
Kyun manzil ka ishaara ... jame raho
Watch Video