Lyric4U
Jaisi Karni Waisi Bharni

Jaisi Karni Waisi Bharni

Watch Video
Lyrics
Joh bhoyega wohi payega
Joh bhoyega wohi payega
Tera kiya aage aayega
Sukh dukh hai kya
Phal karmo ka
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Joh bhoyega wohi payega
Tera kiya aage aayega
Sukh dukh hai kya
Phal karmo ka
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Sabse badi puja hai maat pita ki seva
Sabse badi puja hai maat pita ki seva
Kismat walo ko hi milta hai yeh mauka
Haath se apne kho mat dena mauka yeh khidmat ka
Jannat ka dar khul jayega
Tera kiya aage aayega
Sukh dukh hai kya
Phal karmo ka
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Chahe na puje murat, chahe na tirath jaye
Chahe na puje murat, chahe na tirath jaye
Maat pita ke tann mein sare dev samaye
Tu inka dil khush rakhe toh ishwar khush ho jaye
Bhagwan tujhko mil jayega
Tera kiya aage aayega
Sukh dukh hai kya
Phal karmo ka
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Jaisi karni waisi bharni
Watch Video