Lyric4U
Jai Jai Shiv Shankar

Aap Ki Kasam

Watch Video
Lyrics
Hey jai bolo Shiv Shankar ki jai
Hey jai jai Shiv Shankar
Kaanta lage na kankar
Jai jai Shiv Shankar
Kaanta lage na kankar
Ke pyala tere naam ka piya
O gir jaaongi, main mar jaaongi
Joh tune mujhe thaam na liya
O sau rab di
Hey jai jai Shiv Shankar
Kaanta lage na kankar
Ke pyala tere naam ka piya
O gir jaaongi, main mar jaaongi
Joh tune mujhe thaam na liya
O sau rab di
Ek ke do, do ke chaar mujhko toh dikhte hai
Aisa hi hota hai jab do dil milte hai
Ek ke do, do ke chaar mujhko toh dikhte hai
Aisa hi hota hai jab do dil milte hai
Sar pe zameen, paanv ke neeche hai aasman ho
Sonh rab di, sau rab di
Sonh rab di, sau rab di
Jai jai Shiv Shankar
Kaanta lage na kankar
Ke pyala tere naam ka piya
O gir jaaongi, main mar jaaongi
Joh tune mujhe thaam na liya
O sau rab di
O Bansi bhaiya!
O more raja bade jatna se
Ke chhure teri phulwari re
Kandhe pe sar rakh ke tum mujhko sone do
Masti mein joh chahe ho jaaye hone do
Kandhe pe sar rakh ke tum mujhko sone do
Masti mein joh chahe ho jaaye hone do
Aise mein tum ho gaye ho bade baimaan ho
Sonh rab di, sau rab di
Sonh rab di, sau rab di
Jai jai Shiv Shankar
Kaanta lage na kankar
Ke pyala tere naam ka piya
O gir jaaongi, main mar jaaongi
Joh tune mujhe thaam na liya
O sau rab di
Raste mein hum dono ghar kaise jayenge
Gharwale ab humko khud lene aayenege
Raste mein hum dono ghar kaise jayenge
Gharwale ab humko khud lene aayenege
Kuch bhi ho lekin maza aa gaya meri jaan ho
Sonh rab di, sau rab di
Sonh rab di, sau rab di
Jai jai Shiv Shankar
Kaanta lage na kankar
Ke pyala tere naam ka piya
O gir jaaongi, main mar jaaongi
Joh tune mujhe thaam na liya
O sau rab di
Arre bajao re bajao imaandari se bajao
Arre bajao pachaas hazar kharcha kar diye
Arre imaandari se bajao beta
Watch Video