Jai Hind Ki Senaa
Shershaah
Lyrics
Swadharme nidhanam shreya
Swadharme nidhanam shreya
Jai jai jai
Jai jai jai
Jai jai jai
Swadharme nidhanam shreya
Jai jai jai
Swadharme nidhanam shreya
Suraj ki tarah jalta jaa tu
Aandhi ki tarah badhta jaa tu
Chalta jaa tu chalta jaa
Yeh dharam hai tera ladta jaa
Suraj ki tarah jalta jaa tu
Aandhi ki tarah badhta jaa tu
Kadam yeh tere kabhi ruke na
Jai Hind ki senaa
Jai Hind ki senaa
Jai Hind ki senaa
Bunkeron pe bomb gira ke bol zindabad tu
Shershaah hardam rahega sarhadon ko yaad tu
Phoonkta jaa phoonkta jaa zalimon ki bastiyan
Dushmanon ko kya pata hai aag ki aulad tu
Bunkeron pe bomb gira ke bol zindabad tu
Shershaah hardam rahega sarhadon ko yaad tu
Phoonkta jaa phoonkta jaa zalimon ki bastiyan
Dushmanon ko kya pata hai aag ki aulad tu
Ghaav badan pe sehta jaa tu
Bharat Bharat kehta jaa tu
Parvat parvat chadhta jaa tu
Veer bahadur ladta jaa
Shapath hai tujhko is maati ki
Ladna jab tak jaan hai baaki
Dum ruk jaaye kadam ruke na
Jai Hind ki senaa
Jai Hind ki senaa
Jai Hind ki senaa
Watch Video