Lyric4U
Jahan Teri Yeh Nazar Hai

Kaalia

Watch Video
Lyrics
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Bach na saka koi, aaye kitne
Lambe hai mere haath itne
Dekh idhar yaar dhyaan kidhar hai
Arre dekh idhar yaar dhyaan kidhar hai
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Kyun nahi jaani tu yeh samajhta
Kaam nahi yeh hai tere bas ka
Kyun nahi jaani tu yeh samajhta
Kaam nahi yeh hai tere bas ka
Hosh mein aaja dhyaan kidhar hai
Arre hosh mein aaja dhyaan kidhar hai
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Meri taraf joh utha hai tanke
Katke wohi haath gira badan se
Arre meri taraf joh utha hai tanke
Katke wohi haath gira badan se
Saamne aaye kiska jigar hai
Haan saamne aaye kiska jigar hai
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Chaal yeh banda aisi hi chal jaaye
Band ho mutthi arre cheez nikal jaye
Arre chaal yeh banda aisi hi chal jaaye
Band ho mutthi arre cheez nikal jaye
Yeh bhi karishma dekh idhar hai
Haan yeh bhi karishma dekh idhar hai
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Jahan teri yeh nazar hai
Meri jaan mujhe khabar hai
Bach na saka koi, aaye kitne
Lambe hai mere haath itne
Dekh idhar yaar dhyaan kidhar hai
Arre dekh idhar yaar dhyaan kidhar hai
Watch Video