Lyric4U
Jahan Piya Wahan Main

Pardes

Watch Video
Lyrics
Arre Ganga tu kaahe jaaye pardes
Kaahe jaaye pardes
Chhodke apna des, apna des
Chhodke apna des
Ganga chali tu kahan kasam todh ke
Hum mein chhod ke
Ganga chali tu kahan kasam todh ke
Hum mein chhod ke
Piya mere piya
Jahan piya wahan main
Mere piya wahan main
Des chhudaya pardes bulaya
Des chhudaya pardes bulaya
Sandes yeh aaya mere naam
Jahan piya wahan main
Mere piya wahan main
Main kya karoon mere Ram
Jahan piya wahan main
Mere piya wahan main
Aaisa lagta hai dil ke andar
Kuch toot raha hai
Baabul ke aangan mein
Mera bachpan choot raha hai
Main khush bhi hoon udaas bhi
Nadiyan mein jaise pyaas bhi
Main kya karoon mere Ram
Jahan piya wahan main
Mere piya wahan main
Chaandi ki katori, sone ka pitara
Chaandi ki katori, sone ka pitara
Laa de maiyya meri mujhko saasu ne pukara
Laali, kajal, powder, bindiya
Laali, kajal, powder, bindiya
Laa de meri maiyya mujhko saiyyan ne pukara
Andekha anjana sa
Ek sapna dekh rahi hoon
Apne mann ke darpan mein
Mukh apna dekh rahi hoon
Yeh main hoon ya koi aur hai
Sanjog pe kiska zor hai
Main kya karoon mere Ram
Ganga chali tu kahan kasam todh ke
Hum mein chhod ke
Hum mein chhod ke
Wahan main, wahan main
Jahan piya wahan main
Wahan main, wahan main
Watch Video