Lyric4U
Jadoo Jadoo

Koi Mil Gaya

Watch Video
Lyrics
Jadoo, jadoo, jadoo, jadoo
Jadoo, jadoo, jadoo, jadoo
Aaj dharti se gagan ka
Aaj dharti se gagan ka
Phoolon se chaman ka
Ghataon se pawan ka ho raha milan
Jadoo, jadoo, jadoo, jadoo
Jadoo, jadoo, jadoo, jadoo
Yeh kaisa hai tamasha
Nayi pyar ki hai bhasha
Ab koi nahi hai nirasha
Yeh kaisa hai tamasha
Nayi pyar ki hai bhasha
Ab koi nahi hai nirasha
Chup hai hum bhi, chup ho tum bhi
Hoti hai sab baatein phir bhi
Arre kaisa re hua yeh ajooba
Jadoo, jadoo, jadoo, jadoo
Jadoo, jadoo, jadoo, jadoo
Jadoo, jadoo, jadoo, jadoo
Tumhe aankhon mein basaya
Tumhe dil mein bithaya
Koi tumse na lenge kiraya
Tumhe aankhon mein basaya
Tumhe dil mein bithaya
Koi tumse na lenge kiraya
Tum joh humse milne aaye
Humne sapne naye sajaye
Ab karlo nibhane ka vaada
Jadoo, jadoo, jadoo, jadoo
Jadoo, jadoo, jadoo, jadoo
Watch Video