Jadoo Hai Tera Hi Jadoo
Ghulam
Lyrics
Jadoo hai tera hi jadoo
Joh mere dil pe chhane laga
Jadoo hai tera hi jadoo
Joh mere dil pe chhane laga
Deewane mere yeh toh bata kya kiya tune
Meetha sa dard hone laga
Yeh kya hua, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahan main jaanu na
Yeh kya hua, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahan main jaanu na
Koi mujhe itna bata de
Ghar ka mere mujhko pata de
Jadoo hai tera hi jadoo
Joh mere dil pe chhane laga
Deewane mere yeh toh bata kya kiya tune
Meetha sa dard hone laga
Yeh kya hua, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahan main jaanu na
Yeh kya hua, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahan main jaanu na
Koi mujhe itna bata de
Ghar ka mere mujhko pata de
Maine toh yeh jaana na hota hai kya intezar
Mera dil kyun maane na mujhko toh ho gaya hai pyar
Main chain se pehle raaton ko soti thi
Tune meri neendein looti
Main chain se pehle raaton ko soti thi
Tune meri neendein looti
Yeh rog kya tune lagaya
Deewanapan kaisa jagaya
Jadoo hai tera hi jadoo
Joh mere dil pe chhane laga
O jaana meri yeh toh bata kya kiya tune
Meetha sa dard hone laga
Yeh kya hua, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahan main jaanu na
Yeh kya hua, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahan main jaanu na
Koi mujhe itna bata de
Ghar ka mere mujhko pata de
Jaaneman o jaaneja kya hai iraada bata
Chhune de in honton ko honton se mere zara
Kya khoob hai main bhi kaisa deewana tha
Kyun ishq se anjana tha
Kya khoob hai main bhi kaisa deewana tha
Kyun ishq se anjana tha
Pagal mujhe tune banaya
Chahat hai kya mujhko bataya
Jadoo hai tera hi jadoo
Joh mere dil pe chhane laga
Jadoo hai tera hi jadoo
Joh mere dil pe chhane laga
Deewane mere yeh toh bata kya kiya tune
Meetha sa dard hone laga
Yeh kya hua, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahan main jaanu na
Yeh kya hua, pehle na aisa hota tha
Main hoon kahan main jaanu na
Koi mujhe itna bata de
Ghar ka mere mujhko pata de
Watch Video