Lyric4U
Jab Se Hum Tere

Krantiveer

Watch Video
Lyrics
Jab se hum tere aashiq bane
Aashiqui ka maza aa gaya
Jab se hum tere aashiq bane
Aashiqui ka maza aa gaya
Pyar ko bandagi jab se maana
Pyar ko bandagi jab se maana
Bandagi ka maza aa gaya
Jab se hum tere aashiq bane
Aashiqui ka maza aa gaya
Jab se hum tere aashiq bane
Aashiqui ka maza aa gaya
Pyar ko bandagi jab se maana
Pyar ko bandagi jab se maana
Bandagi ka maza aa gaya
Jab se hum tere aashiq bane
Aashiqui ka maza aa gaya
Jab se hum tere aashiq bane
Aashiqui ka maza aa gaya
Na toh koi pyaas thi
Na koi khayal tha
Na toh koi dard tha
Na koi malaal tha
Na toh koi pyaas thi
Na koi khayal tha
Na toh koi dard tha
Na koi malaal tha
Behke behke na the kabhi kadam
Tanha tanha thi zindagi sanam
Sanam, sanam, sanam
Zindagi mein mile jab se tum
Zindagi ka maza aa gaya
Zindagi mein mile jab se tum
Zindagi ka maza aa gaya
Pyar ko bandagi jab se maana
Pyar ko bandagi jab se maana
Bandagi ka maza aa gaya
Jab se hum tere aashiq bane
Aashiqui ka maza aa gaya
Dhadkane bechain hai
Kya haseen khwaab hai
Ishq bemisal hai
Husn lajawab hai
Dhadkane bechain hai
Kya haseen khwaab hai
Ishq bemisal hai
Husn lajawab hai
Aise chahat mein kho gaye hai hum
Pagal dil maane na koi kasam
Kasam, kasam, kasam
Ishq mein aise bebas huye
Bebasi ka maza aa gaya
Ishq mein aise bebas huye
Bebasi ka maza aa gaya
Pyar ko bandagi jab se maana
Pyar ko bandagi jab se maana
Bandagi ka maza aa gaya
Jab se hum tere aashiq bane
Aashiqui ka maza aa gaya
Jab se hum tere aashiq bane
Aashiqui ka maza aa gaya
Watch Video