Jaane Tu Meri Kya Hai (Jai)
Jaane Tu Ya Jaane Na
Lyrics
Jaane tu meri kya hai
Jaane main tera kya tha
Saath tere har pal
Saath har lamha tha
Jaane kaisi kasak hai
Jaane kaisi tadap hai
Kyun yeh aankhen nam hai
Jaane kaisa gham hai
Hai dosti humko yakeen toh
Dosti aur kuch bhi nahi tha
Par kaise tujh ko baatein
Kyun chubte hai pairon mein kaantein
Jaana dil jaana
Kaise maine na jaana
Ke pyar yehi hai
Yeh jaane tu ya jaane na
Jaana dil jaana
Kaise tune na jaana
Ke pyar toh hai
Yeh jaane tu ya jaane na
Jaane tu meri kya hai
Jaane main tera kya tha
Saath tere har pal
Saath har lamha tha
Kyun aaise chubti hai tujhse doori
Kyun lagti hai zindagi yoon adhoori
Chhua kisi ne tujhko toh laga ke
Dil mein kisi ne jaise aag laga ke
Duniya jala di hai meri
Jaane tu meri kya hai
Jaane main tera kya tha
Saath tere har pal
Saath har lamha tha
Jaane kaisi kasak hai
Jaane kaisi tadap hai
Kyun yeh aankhen nam hai
Jaane kaisa gham hai
Jaana dil jaana
Kaise maine na jaana
Ke pyar yehi hai
Yeh jaane tu ya jaane na
Jaana dil jaana
Kaise tune na jaana
Ke pyar toh hai
Yeh jaane tu ya jaane na
Watch Video