Lyric4U
Jaane Kyun

Always Kabhi Kabhi

Watch Video
Lyrics
Jaane kyun har lamha hai tham gaya
Jaane kyun khoon zara jam gaya
Jaane kyun aankhen nam si hui
Jaane kyun manzilein kho gayi aur so gayi
Tujh bin tanha hai yeh raatein
Bin alfaazon ke yeh baatein
Bin baarish ki hai barsatein
Ab main jaanu kyun
Tujh bin jaane kyun
Jaane kyun har lamha hai tham gaya
Jaane kyun khoon zara jam gaya
Jaane kyun aankhen nam si hui
Jaane kyun manzilein kho gayi aur so gayi
Tujh bin tanha hai yeh raatein
Bin alfaazon ke yeh baatein
Bin baarish ki hai barsatein
Ab main jaanu kyun
Tujh bin jaane kyun
Tujh bin tanha hai yeh raatein
Bin alfaazon ke yeh baatein
Bin baarish ki hai barsatein
Ab main jaanu kyun
Tujh bin jaane kyun
O o o ... o o o
O o o ... o o o
Dil joh kuch hai keh raha
Kyun sunta hai koi na
Jahan chhode the pal kuch haseen
Wahin ab main dekhon toh hai koi bhi nahi
Tujh bin tanha hai yeh raatein
Bin alfaazon ke yeh baatein
Bin baarish ki hai barsatein
Ab main jaanu kyun
Tujh bin jaane kyun
O o o ... o o o
O o o ... o o o
Bas khushi ki talaash mein main toh yoon hi chalta raha
Jaane na dheere dheere yoon chalte chalte yeh main kahan aa gaya
Dekhenge mera rasta gham bhi kahin yeh socha na tha
Maine in raaston se mazak mein raasta toh poocha na tha
Tujh bin tanha hai yeh raatein
Bin alfaazon ke yeh baatein
Bin baarish ki hai barsatein
Ab main jaanu kyun
Tujh bin jaane kyun
Watch Video