Jaane Kya Dhoondhta Hai
Sur: The Melody of Life
Lyrics
Jaane kya dhoondta hai yeh mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi
Jaane kya dhoondta hai yeh mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi
Jaane kya dhoondta hai yeh mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi
Raaste hi raaste hai kaisa hai yeh safar
Dhoondti hai jisko nazarein jaane hai woh kidhar
Jaane kya dhoondta hai yeh mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi
Jaane kya dhoondta hai yeh mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi
Bechehra sa koi sapna hai woh
Kahin nahi hai phir bhi apna hai woh
Aise mere andar shamil hai woh
Main hoon behta dariya sahil hai woh
Hai kahan woh, woh kidhar hai, raaste kuch toh bata
Kaunsa uska nagar hai rehguzar kuch toh bata
Dhoondti hai jisko nazarein jaane hai woh kidhar
Jaane kya dhoondta hai yeh mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi
Jaane kya dhoondta hai yeh mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi
Soona sa hai mandir murat nahi
Khaali hai aaina surat nahi
Jeene ka jeevan mein kaaran toh ho
Mehke kaisi kaliyan gulshan toh ho
Shamma hai joh mujh mein roshan woh virasat kisko doon
Door tak koi nahi hai apni chahat kisko doon
Dhoondti hai jisko nazarein jaane hai woh kidhar
Jaane kya dhoondta hai yeh mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi
Jaane kya dhoondta hai yeh mera dil
Tujhko kya chahiye zindagi
Watch Video