Lyric4U
Jaane Jigar Duniya Mein

Pukar (1983)

Watch Video
Lyrics
Jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai
Tere jaisi aur yahan koi nahi hai
Shokh adayein, mast nigahein
Pyar bhare dil mein kayi toofan uthaye
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai
Tere jaisi aur yahan koi nahi hai
Roop ki rani chehra noorani
Maar gayi mujhe teri chadhti jawani
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Saansein teri mehakti hai phoolo ki tarah
Kamar teri lachakti hai jhoolo ki tarah
Saansein teri mehakti hai phoolo ki tarah
Kamar teri lachakti hai jhoolo ki tarah
Tu kamaal hai, bemisaal hai
Mast mast hirni jaisi teri chaal hai
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai
Tere jaisi aur yahan koi nahi hai
Shokh adayein, mast nigahein
Pyar bhare dil mein kayi toofan uthaye
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Naram naram honth tere jab kabhi khule
Aisa lage chehakne lagi ho bulbule
Naram naram honth tere jab kabhi khule
Aisa lage chehakne lagi ho bulbule
Meri gulbadan uff yeh bankpan
Loot liya loot liya tune jaaneman
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai
Tere jaisi aur yahan koi nahi hai
Roop ki rani chehra noorani
Maar gayi mujhe teri chadhti jawani
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Jhoomke dekhe tu jise khushnaseeb hai
Khushnaseeb woh hai joh tere kareeb hai
Jhoomke dekhe tu jise khushnaseeb hai
Khushnaseeb woh hai joh tere kareeb hai
Muskara zara, paas aa zara
Badhne lagi dil ki lagi, de dawa zara
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai
Tere jaisi aur yahan koi nahi hai
Roop ki rani chehra noorani
Maar gayi mujhe teri chadhti jawani
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Tera toh main hoon deewana
Watch Video