Jaane Do Na
Cheeni Kum
Lyrics
Jaane do na, jaane jaane do na
Jaane do na, jaane jaane do na, mujhe toh jaane do na
Chhodo baahein meri, mujhe toh jaane do na

Na na na zid na karo
Na na na aisi zid na karo
Tumhe meri kasam hai suno jaane bhi do na

Aisi kyun hai kyun hai aisi jaldi ruko zara

Tehro tehro abhi karo thoda yakeen
Aisi betaabiyan achi hoti nahi
Roko zara jazbaat ko
Samjha karo halaat ko
Aaayegi aayegi milne ki bhi ghadi
Jaane do na, jaane jaane do na, mujhe toh jaane do na
Chhodo baahein meri, mujhe toh jaane do na
Na na na zid na karo
Na na na aisi zid na karo
Tumhe meri kasam hai suno jaane bhi do na
Jaane do na, jaane jaane do na, mujhe toh jaane do na
Chhodo baahein meri, mujhe toh jaane do na
Ho na ho na inte bhi toh ho na besabar
Ho na ho na inte bhi toh ho na besabar
Is haal mein darta hai dil
Ek sharam si is mein shaamil
Chhedo na yoon ehsaas ko
Do no hawa is pyaas ko

Watch Video