Lyric4U
Jaana O Meri Jaana

Sanam Teri Kasam (1982)

Watch Video
Lyrics
Jaana o meri jaana
Arre main hoon tere khwaabon ka raja
Arre laila o meri laila
Arre aaja meri baahon mein aaja
Jaana o meri jaana
Arre main hoon tere khwaabon ka raja
Arre laila o meri laila
Arre aaja meri baahon mein aaja
Nazneen gulbadan aankhen hai maikhana
Dekh toh pyar se aisa kya tadpana
Nazneen gulbadan aankhen hai maikhana
Dekh toh pyar se aisa kya tadpana
Jaana o meri jaana
Arre main hoon tere khwaabon ka raja
Arre laila o meri laila
Arre aaja meri baahon mein aaja
Jhoomke aa zara pehlu mein diljani
Beet hi jaaye na tanha yeh jawani
Jhoomke aa zara pehlu mein diljani
Beet hi jaaye na tanha yeh jawani
Jaana o meri jaana
Arre main hoon tere khwaabon ka raja
Arre laila o meri laila
Arre aaja meri baahon mein aaja
Aur bhi gusse mein khile tu haseena
Soch le mere bina tera kya hai jeena
Aur bhi gusse mein khile tu haseena
Soch le mere bina tera kya hai jeena
Jaana o meri jaana
Arre main hoon tere khwaabon ka raja
Arre laila o meri laila
Arre aaja meri baahon mein aaja
Jaana o meri jaana
Arre main hoon tere khwaabon ka raja
Arre laila o meri laila
Arre aaja meri baahon mein aaja
Watch Video