Lyric4U
Jaago Sonewalo

Bhoot Bungla

Watch Video
Lyrics
Jago sonewalo suno meri kahani
Jago sonewalo suno meri kahani
Jago sonewalo suno meri kahani
Kya ameeri kya gareebi bhulo baatein purani
Jago sonewalo suno meri kahani
Toota joh aaj dil ka woh saaz rone laga ek badnaseeb
Hasne lage duniya ke log
Koi hua barbaad
Jago sonewalo suno meri kahani
Jago sonewalo suno meri kahani
Yeh oonch neech duniya ke beech aakhir yeh kyun bolo koi
Joh hai bhala woh kyun bura
Hum toh na samjhe yeh raaz
Jago sonewalo suno meri kahani
Jago sonewalo suno meri kahani
Aapas ke gham baante joh hum phir na rahe aise sitam
Kehne ko hum insaan hai
Insaaniyat kahan hai
Jago sonewalo suno meri kahani
Watch Video