Jaadu Teri Nazar
Darr
Lyrics
Jaadu teri nazar
Khushboo tera badan
Jaadu teri nazar
Khushboo tera badan
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Jaadu teri nazar
Khushboo tera badan
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Mere khwaabon ki tasveer hai tu
Bekhabar meri taqdeer hai tu
Mere khwaabon ki tasveer hai tu
Bekhabar meri taqdeer hai tu
Tu kisi aur ki ho na jana
Kuch bhi kar jaaonga main deewana
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
La la la ... la la la ... la la la
La la la ... la la la ... la la la
Faasle aur kam ho rahe hai
Door se pas hum ho rahe hai
Faasle aur kam ho rahe hai
Door se pas hum ho rahe hai
Maang loonga tujhe aasmaan se
Chheen loonga tujhe is jahaan se
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Jaadu teri nazar
Khushboo tera badan
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Watch Video