It's Magic
Koi Mil Gaya
Lyrics
It's magic, it's magic
I've got the vibe that you need
It's magic, it's magic
I've got the vibe that you need
Kacha nahi, kuch bhi pakka nahi
Kuch bhi hota hai joh kuch bhi sab khel hai
It's magic, it's magic
It's magic, it's magic
Parde ke girte hi, parde ke uthte hi
Badla nahi joh badal sakta hai
Ke kacha nahi, kuch bhi pakka nahi
Kuch bhi hota hai joh kuch bhi sab khel hai
Door ki cheez hi kyun lagi hai haseen
Paas ki cheez ka kyun nahi hai yakeen
Dil ne kaha sabse magar insaan kyun dil ki sunta nahi
Sunta nahi, sunta nahi
Ke kacha nahi, kuch bhi pakka nahi
Kuch bhi hota hai joh kuch bhi sab khel hai
Aaiye, dekhiye, dekhke sochiye
Sochke phir meri baat ko toliye
Chota hai joh chota nahi, us mein bhi koi badi baat hai
Badi baat hai, badi baat hai
Ke kacha nahi, kuch bhi pakka nahi
Kuch bhi hota hai joh kuch bhi sab khel hai
It's magic, it's magic
I've got the vibe that you need
It's magic, it's magic
I've got the vibe that you need
Parde ke girte hi, parde ke uthte hi
Badla nahi joh badal sakta hai
Ke kacha nahi, kuch bhi pakka nahi
Kuch bhi hota hai joh kuch bhi sab khel hai
Are you ready to vibe
Come on everybody and vibe with me
Watch Video