Ishqa
Dishoom
Lyrics
Ishqa ishqa badmaash kare ishqa
Ishqa ishqa jag se na dare ishqa
Dil ki chori hai kaam yehi iska
Ishqa ishqa badmaash kare ishqa
Zyada main toh nahi kehti
Thoda sa yaar bighad ja
Honthon se kuch na karna
Aankhon se kuch bhi kar ja
Haan zyada main toh nahi kehti
Thoda sa yaar bighad ja
Honthon se kuch na karna
Aankhon se kuch bhi kar ja
Kar ja ... kuch bhi kar ja
Kar ja ... kuch bhi kar ja
Kar ja ... kuch bhi kar ja
Kar ja ... kuch bhi kar ja
Pal do pal ki sharafat hai
Baaki bighdi si aadat hai
Bachke rehna zara humse
Jahaan humse salamat hai
Pal do pal ki sharafat hai
Baaki bighdi si aadat hai
Bachke rehna zara humse
Jahaan humse salamat hai
Zyada main toh nahi kehti
Thoda sa yaar bighad ja
Honthon se kuch na karna
Aankhon se kuch bhi kar ja
Haan zyada main toh nahi kehti
Thoda sa yaar bighad ja
Honthon se kuch na karna
Aankhon se kuch bhi kar ja
Kar ja ... aankhon kuch bhi kar ja
Kar ja ... kuch bhi kar ja
Kar ja ... aankhon kuch bhi kar ja
Kar ja ... kuch bhi kar ja
Watch Video