Lyric4U
Ishq Jalakar (Karvaan)

Dhurandhar

Watch Video
Lyrics
Dhoop tootke kaanch ki tarah
Chubh gayi toh kya ab dekha jayega
Aandhiyan kayi dil mein hai mere
Chubh gayi toh kya ab dekha jayega
Dil hai toota
Mera main ishq jalakar aa gaya
Dil hai toota
Mera main ishq jalakar aa gaya
Aasmaan mein udaan hai, dhadkan dhadkan suroor mein
Hai junoon mein sukoon, ab yeh dil yeh dil fitoor mein
Aandhi banke aaya hoon
Mera hausla bhi ayaash hai
Na toh karvaan ki talaash hai
Na toh karvaan ki talaash hai
Na toh humsafar ki talaash hai
Na toh karvaan ki talaash hai
Aadhi baatein aankhen bole
Aadhi baatein aankhen bole
Baaki aadhi khamoshi kehde
Humzubaan ki talaash hai
Na toh karvaan ki talaash hai
Na toh karvaan ki talaash hai
Na toh humsafar ki talaash hai
Mera shauq tera deedaar hai
Yehi umr bhar ki talaash hai
Mere humkadam hai yeh zameen
Mere humkadam hai yeh zameen
Mere humkadam hai yeh zameen
Mere haath mein akaash hai
Na toh karvaan ki talaash hai
Na toh karvaan ki talaash hai
Na toh humsafar ki talaash hai
Na toh karvaan ki talaash hai
Dil hai toota
Mera main ishq jalakar aa gaya
Na toh karvaan ki talaash hai
Na toh humsafar ki talaash hai
Watch Video