Lyric4U
Ishq Hua Kaise Hua

Ishq

Watch Video
Lyrics
Aye keh do na ... kya
Ke tum mujhse pyar karti ho
Ke tumhe mujhse ishq hai
Mujhe sharam aati hai
Dekho tum nahi kahogi to meri jaan nikal jayegi
I love you ... yeah!
Ishq hua, kaise hua
Acha hua, jaise hua
Ishq hua, kaise hua
Acha hua, jaise hua
Na main jaanu na tu jaane
Kyun ho gaye hum deewane
Na main jaanu na tu jaane
Kyun ho gaye hum deewane ... arre hey hey hey
Ishq hua, kaise hua
Acha hua, jaise hua
Jhuki jhuki nazarein hai
Ruki ruki saansein hai
Dhak dhak karta hai dil
Jaage jaage armaan hai
Soya soya yeh jahaan hai
Chori chori aake mujhe mil
Sun, sun, sun, sun, sun, sun, sun zara
Gun, gun, gun, gun, gaati hai hawa
Sun, sun, sun, sun, sun, sun, sun zara
Gun, gun, gun, gun, gaati hai hawa
Phaili hawaon mein apni khabar
Pyar kiya hai toh phir kya hai darr
Joshili baatein yoon na kar
Pyar hai toh josh bhi hai
Hona hai kya hosh bhi hai
Na main jaanu na tu jaane
Kyun ho gaye hum deewane
Na main jaanu na tu jaane
Kyun ho gaye hum deewane ... arre hey hey hey
Ishq hua, kaise hua
Acha hua, jaise hua
La la la ... la la la
Na na na ... ah ha ha
Dheere dheere, haule haule
Haule haule, dheere dheere
Dil ko mili hai manzil
Bheegi bheegi raaton mein
Pyari pyari baaton mein
Khoya khoya rehta hai dil
Ruk, ruk, ruk, ruk, ruk, ruk humsafar
Jhuk, jhuk, jhuk, jhuk, jhukti hai nazar
Ruk, ruk, ruk, ruk, ruk, ruk humsafar
Jhuk, jhuk, jhuk, jhuk, jhukti hai nazar
Ek pal humein tum bin chain kahan
Dono dilon ki hai ek dastaan
Phir bhi hai kyun yeh dooriyan
Dekh mujhe yoon na sata
Hona hai kya kisko pata
Na main jaanu na tu jaane
Kyun ho gaye hum deewane
Na main jaanu na tu jaane
Kyun ho gaye hum deewane ... arre hey hey hey
Ishq hua, kaise hua
Acha hua, jaise hua
Watch Video