Ishq Di Feeling
Shimla Mirchi
Lyrics
Khidki pe chand dekha aaj maine subah toh
Khidki pe chand dekha aaj maine subah toh dil ne kaha yeh mujh se
Wallah wallah lagta hai kuch toh alag sa hai dor main hua hoon khud se
Khidki pe chand dekha aaj maine subah toh dil ne kaha yeh mujh se
Wallah wallah lagta hai kuch toh alag sa hai dor main hua hoon khud se
Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai
Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai
Koi mujhko zara batana
Na samjhun toh samjhana
Jise doondh raha hai dil yeh uska hai kahan thikana
Kehna usse love you hai
Ishq di feeling new new hai
Na jaane aisa kyun kyun hai
Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai
Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai
Is nazar mein basa ek hi raasta
Baaki raahon se ab kya mera vaasta
Is nazar mein basa ek hi raasta
Baaki raahon se ab kya mera vaasta
Hai mujhe ispe chalte jaana
Hai ik din usko paana
Simple se dil ko uski zulfon mein hai uljhana
O kehna usse love you hai
Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai
Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai
Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai
Woh khayalon mein joh aa gayi saamne
Dil mujhe chhodke gaya usko thaamne
Woh khayalon mein joh aa gayi saamne
Dil mujhe chhodke gaya usko thaamne
Ho rab chakkar koi chalana
Magic ki chhadi ghumana
Joh love hota khwaabon mein usse sach mein bhi le aana
O kehna usse love you hai
Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai
Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai
Ishq di feeling new new hai
Na jaana aisa kyun kyun hai
O kehna usse love you hai
Watch Video