Lyric4U
Ishq Bina Ishq Bina

Taal

Watch Video
Lyrics
Kisi ke ishq ke vaade
Kahin hum todh aaye hai
Magar yeh dil, yeh jaan
Shayad wahin hum chhod aaye hai
Ishq bina, ishq bina
Ishq bina kya jeena yaara
Ishq bina kya marna
Ishq bina kya jeena yaara
Ishq bina kya marna
Ishq, ishq, ishq, ishq
Gudh se meetha
Imli se khatta
Vaada yeh pakka
Dhaaga yeh kacha, ishq
Gudh se meetha, ishq
Imli se khatta, ishq
Vaada yeh pakka
Dhaaga yeh kacha, ishq
Isse pehle is raste mein
Kitne hi mehboob gaye hai
Isse pehle is raste mein
Kitne hi mehboob gaye hai
Raste mein dariya hai koi
Raste mein dariya hai koi
Jis mein saare doob gaye hai
Har sach se sacha
Har jhooth se jhootha
Vaada yeh pakka
Dhaaga yeh kacha, ishq
Ishq bina main, ishq bina
Ishq bina, ishq bina
Ishq bina main, ishq bina
Ishq bina, ishq bina
Ishq bina kya jeena yaaron
Ishq bina kya marna yaaron
Ishq bina kya jeena yaaron
Ishq bina kya marna yaaron
Ishq bina, ishq bina
Ishq bina, ishq bina
Ishq bina, ishq bina
Ishq bina, ishq bina
Ishq bina kya jeena yaaron
Ishq bina kya marna yaaron
Ishq bina, ishq bina
Watch Video