Ishq Aur Pyar Ka Maza Lijiye
Shapath
Lyrics
Ishq aur pyar ka maza lijiye
Ishq aur pyar ka maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
Dil-e-bekarar ka maza lijiye
Dil-e-bekarar ka maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
Maza lijiye, maza lijiye
Maza lijiye, maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
Bekhayal ho gaye hai hosh mein na laiye
Aaiye kareeb aake aankhon se pilaiye
Bekhayal ho gaye hai hosh mein na laiye
Aaiye kareeb aake aankhon se pilaiye
Aap bhi khumaar ka
Aap bhi khumaar ka maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
(Sargam)
Thoda intezar ka maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
Maza lijiye, maza lijiye
Maza lijiye, maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
Aadhi raat dhal chuki hai chandni jawan hai
Koi badhavaas hai toh koi badgumaan hai
Aadhi raat dhal chuki hai chandni jawan hai
Koi badhavaas hai toh koi badgumaan hai
Husn ke nikhaar ka
Husn ke nikhaar ka maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
Maza lijiye, maza lijiye
Maza lijiye, maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
Mastiyan hai, bekhudi hai, chahaton ka jaam hai
Na toh koi bebasi hai, na toh koi kaam hai
Mastiyan hai, bekhudi hai, chahaton ka jaam hai
Na toh koi bebasi hai, na toh koi kaam hai
Din hai itvaar ka
Din hai itvaar ka maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
Ishq aur pyar ka maza lijiye
Ishq aur pyar ka maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
(Sargam)
Thoda intezar ka maza lijiye
Thoda intezar ka maza lijiye
Maza lijiye, maza lijiye
Maza lijiye, maza lijiye
Maza lijiye, maza lijiye
Watch Video