Lyric4U
Is Pal Ki Soch

Halla Bol

Watch Video
Lyrics
Na guzre huye pal ki baat kar
Na guzre huye pal ki baat kar
Na aanewale kal ki soch
Bhulake tu saare jahaan ko
Is pal ki soch
Is pal ki soch
Is pal ki soch
Joh paana hai woh paana hai
Joh khona hai woh khona hai
Joh paana hai woh paana hai
Joh khona hai woh khona hai
Joh hona hai woh hona hai
Phir kis baat ka rona hai
Na guzre huye pal ki baat kar
Na aanewale kal ki soch
Bhulake tu saare jahaan ko
Is pal ki soch
Is pal ki soch
Is pal ki soch
Joh aana hai woh aayega
Joh jaana hai woh jaayega
Joh aana hai woh aayega
Joh jaana hai woh jaayega
Lamha jhonka hawa ka hai
Koi isse rok na paayega
Na guzre huye pal ki baat kar
Na aanewale kal ki soch
Bhulake tu saare jahaan ko
Is pal ki soch
Is pal ki soch
Is pal ki soch
Watch Video