Lyric4U
Insha Allah

Welcome

Watch Video
Lyrics
Insha Allah ... Insha Allah
Insha Allah ... Insha Allah
Waada waada hai
Ishq ka waada na tuteya ve
Insha Allah ... Insha Allah
Dhaaga dhaaga hai
Dil da dhaaga na chhuteya ve
Insha Allah, Allah hu Allah ... Insha Allah
Ab jism-o-jaan mein
Dil ke jahaan mein
Hai tera welcome
Aa bhi ja aa aa aa
O beriya ve
O beliya ve
Hum na juda ho
Kar yeh dua aa aa aa
Waada waada hai
Ishq ka waada na tuteya ve
Insha Allah ... Insha Allah
Dhaaga dhaaga hai
Dil da dhaaga na chhuteya ve
Insha Allah ... Insha Allah
Kareeb tere aayi
Miti meri tanhai
Tere khayalon pe main
Suroor banke chhai
Mere armaan, teri mehfil
Aarzu ki tu hai manzil
Kabhi humse yeh pyar hamara na rutheya ve
Insha Allah ... Insha Allah
Waada waada hai
Ishq ka waada na tuteya ve
Insha Allah ... Insha Allah
Mohabbaton ki aahein
Mila de dil ki raahein
Bani tera nazrana
Meri wafa ki baahein
Tere dum se chahatein hai
Tere dum se aashiqui hai
Koi duniya yeh khushiyon wali na luteya ve
Insha Allah ... Insha Allah
Waada waada hai
Ishq ka waada na tuteya ve
Insha Allah ... Insha Allah, Allah hu Allah
Insha Allah ... Insha Allah
Insha Allah ... Insha Allah, Allah hu Allah
Insha Allah ... Insha Allah
Watch Video