Humsafar
Badrinath Ki Dulhania
Lyrics
Sun zaalima mere
Saanu koi dar na
Ki samjhega zamaana
Tu vi si kamli
Main vi sa kamla
Ishqe da rog sayana
Ishqe da rog sayana
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saansein chalti jidhar
Rahunga bas wahin umrr bhar
Rahunga bas wahin umrr bhar, haaye
Jitni haseen yeh mulaqatein hai
Unse bhi pyari teri baatein hai
Baaton mein teri joh kho jaate hai
Aaun na hosh mein main kabhi
Baahon mein hai teri zindagi, haaye
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Zaalima tere ishq-ich main ho gayian kamli, haaye
Main toh yoon khada kis soch mein pada tha
Kaise jee raha tha main deewana
Chupke se aake tune, dil mein samake tune
Chhed diya yeh kaisa fasana
Muskurana bhi tujhi se seekha hai
Dil lagane ka tu hi tareeka hai
Aitbaar bhi tujhi se hota hai
Aaun na hosh mein main kabhi
Baahon mein hai teri zindagi, haaye
Hai nahi tha pata ke tujhe maan lunga khuda
Ki teri galiyon mein is qadar aaunga har pehar
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saansein chalti jidhar
Rahunga bas wahin umrr bhar
Rahunga bas wahin umrr bhar, haaye
Zaalima tere ishq-ich main
Watch Video